Deewana-Deewana-Deewana-Deewana
Deewana-Deewana-Deewana-‘wana
Deewana-Deewana-Deewana-Deewana
Deewana-Deewana-Deewana-‘wana
Na jaanu main kaisi ye bekarari hai
Shayad dil ke jaane ki ab taiyari hai
Na jaanu main kaisi ye bekarari hai
Shayad dil ke jaane ki ab taiyari hai
Tu dil ka thikana, hoon tera deewana
Deewana tera, tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri, tu aaye na aaye
Deewana tera, tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri, tu aaye na aaye
Deewana-Deewana-Deewana-Deewana
Deewana-Deewana-Deewana-ye
Pooche nigaahein meri
Hai kahaan raahein teri?
Jaane kyun naa jaane tu
Tanha hai baahein meri
Pooche nigaahein meri
Hai kahaan raahein teri?
Jaane kyun naa jaane tu
Tanha hai baahein meri
Neendo bin raat bhi gujaari hai
Jo utre na teri hi toh khumaari hai
Mushqil hai bhulana, hoon tera deewana
Deewana tera, tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri, tu aaye na aaye
Deewana tera, tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri, tu aaye na aaye
Dil mein jo armaan jaage
Teri hi peeche bhaage
Rukna hai tujhpe ab toh
Jaane nahin hai aage
Dil mein jo armaan jaage
Teri hi peeche bhaage
Rukna hai tujhpe ab toh
Jaane nahin hai aage
Soorat ye yun aankhon mein utaari hai
Maine toh bhulaayi duniya saari hai
Hai tujhko bataana, hoon tera deewana
Deewana tera, tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri, tu aaye na aaye
Deewana tera, tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri, tu aaye na aaye
Track Info*
Song Name – Main Hoon Deewana Tera
Singer – Arijit Singh
Lyrics – Kumaar
Music – Meet Bros Anjjan
Movie – Ek Paheli Leela
Song Label – T-Series
Release date – 10 March, 2015