Table of Contents Haareya Song Lyrics |
Duaaon mein daraarein pad gayi hain
Koi kaarigar toh mile jo rafu kar sake
(Rafu kar sake)
Koi toh shikaayatein sune
Ishq mein doob ke,(Aah)
Haareya, haareya, haareya
Haareya, haareya, haareya
Jeet ke sab kuch,
Haan main sab kuch, haareya, haaye
Haareya, haareya, haareya
Haareya, haareya, haareya
Aah, Bin baat ki baat pe humdono ab ladne lage hai(Kyun?)
Ek dooje bin jo rahte the wb woh jhagadne lage hai(Kyun?)
Hum sadne lage hai(Kyun?), aahein bharne lage hai(Kyun?)
Jis baat se dard ho ek dooje ko wahi sab karne lage hai(Kyun?)
Hum dono khush yun reh ke door kyun khush nahi saath mein
Tab shuruwat mein haath aur karke baat hi sote the
Baat juda ke yaad karka ke kuch ho jaata toh kar deta
Khushiyan bazaar mein milti toh
Apni kamaayi se ghar saara bhar deta main
Jaane kya soch ke yeh
Paani pe lakeerein kheechi
Sab tha saamne par aankh meechi
Chhil gayi saans meri
Hawaaon mein tha kaanch jaise
Barf ko raakh kar gayi aanch kaise?
Main befizool zindagi se ladke,
Haareya, haareya, haareya
Haareya, haareya, haareya
Ab sab kadwa hai, sab kyun alag hai
Ek dooje pe bas rehta kyun shaq hai?
Mile jo sabak mujhe rishta nibhaane ka lagta galat hai
Tujhse maang ke maafi tujhko gale se laga loon kya itna bhi haq hai?
Haareya, haareya, haareya
Aaj beshak majboor mere halaat hai(Uuu)
Tu jahan bhi rahe khush rahe,
Kyunki meri dua tere saath hai
Track Info* |
Track Name – | Haareya |
Singer – | Salim – Sulaiman Ft. Raftaar |
Lyrics – | Kumaar & Raftaar |
Music – | Salim-Sulaiman |
Remix Of – | Haareya |
Release Date – | 6 Oct, 2019 |