Hum jo deewane the kabhi
Aab woh deewane hum nahi
Saanson se chhota hai
Dhadkan ka vaasta kahin
Haan kahin..
Mmm.., Lafzon ke dhaage khul gaye
(Dhaage khul gaye)
Aab woh kaahani hum nahi
Haan, Sab beeti hai baatein
Koi dilaasa tak nahi
Hai nahin..
Aankhon tale baithe,
Do bheege bheege chehre hai
Wahin thehre hai
Yaadon waale saare,
Kinaare bade gehre hai
Hum jo taire hai
Na woh main, na woh tum,
Na woh pehli si hai baatein
Na woh din, dopehar,
Na woh shabnami si raatein
Na woh pehli si hai baatein!
Na woh shabnami si raatein!
Haan, al jo hansaate the kabhi,
Aab woh rulaate tak nahi,
Hmm.., Aab kya ho kab kya ho,
Koi thikaana hi nahi,
Hai nahin..
Haan, Sajde mein the humare jo,
Aab khuda se kam nahi,
Hum unse pooche kya,
Koi bahaana bhi nahi,
Hai nahin..
Bina wajah roothe,
Yun paagal bane baithe hai,
Aise kaise hai
Jaane kahan dekho,
Sitaaron jaise toote hai,
Kahaan chhoote hai..
Na woh main, na woh tum,
Na woh pehli si hai baatein
Na woh din, dopehar,
Na woh shabnami si raatein
Na woh pehli si hai baatein!
Na woh shabnami si raatein!
Na woh main, na woh tum,
Haan.., Na woh tum..
- Song Name – Nah Woh Main
- Singer – Shreya Ghoshal
- Composer- Shreya Ghoshal, Soumyadeep Ghoshal
- Lyrics – Manoj Yadav
- Music Producer- Soumyadeep Ghoshal
- Guitars – Abhishek Dasgupta, Soumyadeep Ghoshal
- Vocals recorded by – Amey Londhe (Audio Garage)
- Mix and Master by – Shadab Rayeen @ New Edge
- Assistant engineers – Abhishek Sortey & Dhananjay Khapekar
- Directors – Paco and Ray haan
- Release Date – 25 March, 2020
[/dt_vc_list]