Damn

[vc_video link=”https://youtu.be/yBRKqRc-vyQ”]

Yeah-Yeah-Yeah!

Kabhi kabhi mujhe lage mere piche ek saaya
Jo aaya hai mujhe bataane ki
Woh aage jyada jo chaate jamaane ki
Lat badi lagi jinhe auron ka khaane ki(Haan)

Kitna hi khaa lenge haan(Haan)
Kitna bacha lenge haan(Yeah-Yeah)
Bhaage jo baawarchi inke
Toh khud ka bana lenge kya? (Kya? Kya?)
Khudko sambhalenge kya?
Ya karma mitayenge haan(Haan-Haan)
Khud jo hain ghar pade
Humko woh ghar bitha lenge kya
Par mujhe kya mujhe kya(Haan-Haan)
Main kisi ki ni sunta(Haan-Haan)
Mujhe poore karne armaan ghar ke
Aur sapne jo main bunta(Whoop)
Kaafi dabi padi mere dil mein hai baatein
Dil se na nikle woh studio ki raatein
Aayi gayi jaane kitni hai barsaat
Jo pehle mere bhai the wo ab bhi mere saath hain, Yeah
Aankhein milaoge na ya aankhein churaoge haan(Aa-Haa)
Sabse banaate ho baatein khudko bana loge kya

Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn, yeah-yeah
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn, yeah-yeah
Par ab main deta ni time
Haan ab main deta ni time, yeah-yeah
Par ab main deta ni time
Haan ab main deta ni time, yeah-yeah
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn
I don’t give a damn
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn
I don’t give a damn

Samajh nahi paate
Mujhe ye samajh nahi paate
Karte ye bhasad ki baatein
Par chashme laga ke bhi ye nazar nahi aate(Nazar nahi aate)
Main toh deta nahi damn
Karne mein khatam main leta ni time
Saath mein laya ye wali gang
Kalamkaar meri ek aadhi fam, aye(Whoop-Whoop)
Rakhu main paas(Yeah), kareeb jo mere hain khaas(Yeah)
Baaki na karta bardaasht(Yeah)
Gaano mein chhodu main laash, antim ardaash
Paisa hai paas
Ab meri zubaan ka inko to samjh nahi aata
Aaj jo kara hai khud hi toh kara hai Kisi ka namak nahi khata
Kehna jo keh do(Keh do)
Milta nahi chain aise django
Hater hain saikdon par main hoon thankful
Karun main handle, shukriya fans ko(Yeah)
Bante aaj fans bro(Fans bro)
Bante aaj fans bro(Fans bro)
Trap jaise band ho muskuraata
Jab jaat hoon bank ko(Yeah)

Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn (deta nahi damn)
Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn (deta nahi damn)
Haan ab mein deta nahi time
Haan mein ab deta nahi time (deta nahi damn)
Haan ab mein deta nahi time
Haan mein ab deta nahi time (Yeah, Yeah)

Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn
I don’t give a damn
Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn
I don’t give a damn

Par mein ab nahi deta time
Par ab mein deta nahi time (yeah, yeah)
Par mein ab nahi deta damn
Par mein ab nahi deta damn

Ghar pe lambi gaadi
Ghar mein bakse mein hai Rolly
Rehta apne trip mein
Par main khata nahi Molly
Studio hai ghar mein office 200 meter door
Boli meri meethi par main haathon se majdoor

Na na (na na) Mere aage zor na chala
Na na (na na) Le le ye free ki slaah
Haan haan Manta meri kahan
Haan haan Sab tu nula ke jaa
Dushman ko gale laga

Being an artist
Being me
That was my best excuse for being crazy

[vc_custom_heading text=”Track Info*” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%2329006b” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]
  • Song Name – Damn
  • Singer – Raftaar & Kr$Na
  • Lyrics – Raftaar & Kr$Na
  • Music – Raftaar
  • Composer, Arranger & Programmer – Raftaar
  • Bass – Tom Enzy
  • Mix and Master – Abhishek Ghatak
  • Producer – Ak Projekts
  • Album – Mr. Nair
  • Song Label – Zee Music Company
  • Release Date – 2 April, 2020
[/dt_vc_list]

Heyyyyyy

Lyrics for Everyone!

  • Found the perfect lyrics? Share them with those who’ll appreciate them! Music is for everyone, and sharing is caring.

Help Us Improve!

  • Your feedback is invaluable! Share your thoughts and ideas so we can keep making SnoopLyrics the best place for lyrics lovers.

Recently Released

Leave a Reply

Weekly Popular