[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/6fUWfv85dQ8″][vc_separator][vc_column_text]Jahan maut bikhri hai
Wahan saansein uga dunga
Jakhmo ke chaale pe,
Main ab marham laga dunga

Jahan maut bikhri hai
Wahan saansein uga dunga
Jakhmo ke chaale pe,
Main ab marham laga dunga

Ranjish ki chingaari mujhem
Pal pal jalaati hai
Dard ko baaghi banati hai

Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada, irada, irada
Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada, irada, irada

Zehrili faslo ko jado se
Kaat dunga main
Maayush aankho mein
Umeedein baant dunga main

Zehrili faslo ko jado se
Kaat dunga main
Maayush aankho mein
Umeedein baant dunga main

Wahsi ke khwabo ki
Main buniyaadein hila dunga
Khaak mein usko mila dunga

Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada, irada, irada
Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada, irada, irada

Gumraah jo hai
Unhe rashta dikhayenge
Anjaan ghum se
Unhe waqif karayenge

Ye irada jo kisi ke kaam aayega
Toh humein aayega,

Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada, irada, irada
Maine kar liya, irada
Maine kar liya, irada, irada, irada[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%234e0068″ google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Irada
  • Singer – Nikhil Uzgare
  • Lyrics – Sameer Anjaan
  • Music – Neeraj Shridhar
  • Movie – Irada
  • Song Label – Times Music
  • Release Date – 1 Feb, 2017

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]