[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/au9D-k1pSDQ”][vc_separator][vc_column_text]Jashn-e-bahaara, mehfil-e-yaara aabad rahe
Jashn-e-bahaara, mehfil-e-yaara aabad rahe
Ho.. aaj ki raat sabko yaad rahe
Jashn-e-bahaara, mehfil-e-yaara aabad rahe
Ho.. aaj ki raat sabko yaad rahe…
Yeh mohabbat, yeh jawaani
Yeh nazar aur yeh nazaara..
Kaun samjhega kisi ne
Kya kiya kisko ishaara..
Raqs yeh zaari rahe
Yeh nasha taari rahe
Raqs yeh zaari rahe
Yeh nasha taari rahe
Mere mehmaanon ka dil shaad rahe
O.. aaj ki raat sabko yaad rahe…
{Raqs means Dance
Shaad means Blessed}
Jashn-e-bahaara, mehfil-e-yaara aabad rahe
Ho.. aaj ki raat sabko yaad rahe
Ho.. aankhon aankhon mein wafaa ka
Ik afsaana bana hai
Shama parwana mile hain
Ishq deewana bana hai..
Roshini hai door tak
Kal subah ke noor tak
Roshini hai door tak
Kal subah ke noor tak
Hothon par mubarakbaad rahe
Ho.. aaj ki raat sabko yaad rahe
Jashn-e-bahaara, mehfil-e-yaara aabad rahe
Ho.. aaj ki raat sabko yaad rahe
Jashn-e-bahaara, mehfil-e-yaara aabad rahe
Ho.. aaj ki raat.. sabko yaad rahe[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23000000″ google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Jashne Baharaan
- Singer – Asha Bhosle
- Lyrics – Anand Bakshi
- Music – R D Burman
- Movie – Abdullah
- Song Label – Universal Music India
- Release Date – 1980
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]