[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/LgKueB7fCzs”][vc_separator][vc_column_text]Ek ajnabi haseena se yun mulakat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuchh aisi baat ho gayi
Ek ajnabi haseena se yun mulakat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuchh aisi baat ho gayi
Woh achanak aa gayi
Yun nazar ke samne
Jaise nikal aaya ghata se chaand
Woh achanak aa gayi
Yun nazar ke samne
Jaise nikal aaya ghata se chaand
Chehre pe zulfein bikhri huyi thi
Din mein raat ho gayi
Ek ajnabi haseena se yun mulakat ho gayi
Jaan-e-man jaan-e-jigar
Hota main shayar agar
Kehta ghazal teri adaon par
Jaan-e-man jaan-e-jigar
Hota main shayar agar
Kehta ghazal teri adaon par
Maine yeh kaha to mujhse khafa
Woh jaan-e-hayat ho gayi
Ek ajnabi haseena se yun mulakat ho gayi
Khoobsurat baat yeh
Chaar pal ka saath yeh
Saari umar mujhko rahega yaad
Khoobsurat baat yeh
Chaar pal ka saath yeh
Saari umar mujhko rahega yaad
Main akela tha magar
Ban gayi woh humsafar
Woh mere sath ho gayi
Ek ajnabi haseena se yun mulakat ho gayi[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” font_container=”tag:h3|text_align:left” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Ek Ajnabee Haseena Se
- Singer – Kishore Kumar, Rajesh Khanna
- Lyrics – Anand Bakshi
- Music – R D Burman
- Movie – Ajanabee
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1974
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]