Bajaa berukhi hai yeh sarkar ki
Bajaa berukhi hai yeh sarkar ki
Ke main cheez hoon ek bazar ki
Tawaif kahan kisi ke sath mohabbat karti hai

Magar jab karti hai
Magar jab karti hai to haye qayamat karti hai

Gustaakhi maaf mere lab par
Aaya hai naam shareefon ka
Gustaakhi maaf mere lab par
Aaya hai naam shareefon ka
Kehte hain jisko log wafaa
Woh to hai kaam shareefon ka
Tawaif kahan kisi ke sath sharafat karti hai
Tawaif kahan kisi ke sath sharafat karti hai
Magar jab karti hai to haye qayamat karti hai
Tawaif kahan kisi ke sath mohabbat karti hai
Kuchh aur nahin main kar sakti
Bas rooth ke main reh jaati hoon
Kuchh aur nahin main kar sakti
Bas rooth ke main reh jaati hoon
Jab log mujhe thukraate hain
To toot ke main reh jaati hoon
Tawaif kahan kisi se kabhi shikayat karti hai
Tawaif kahan kisi se kabhi shikayat karti hai
Magar jab karti hai to haye qayamat karti hai
Tawaif kahan kisi ke sath mohabbat karti hai
Main laaj sharam ke parde se
Phir baahar kabhi na aaungi
Main laaj sharam ke parde se
Phir baahar kabhi na aaungi
Bas ek ishaara tum kar do
Bas ek ishaara tum kar do
Main ghoongat mein chhup jaaungi
Tawaif kahan tawaif se baghawat karti hai
Tawaif kahan tawaif se baghawat karti hai
Magar jab karti hai to haye qayamat karti hai
Tawaif kahan kisi ke sath mohabbat karti hai
Tawaif kahan kisi ke sath mohabbat karti hai
Magar jab karti hai
Magar jab karti hai to haye qayamat karti hai
Tawaif kahan kisi ke sath mohabbat karti hai
- Song Name – Tawaif Kahan Kisi Se Mohabbat Karti Hai
- Singer – Alka Yagnik
- Lyrics – Anand Bakshi
- Music – Laxmikant Pyarelal
- Movie – Amiri Garibi (1990)
- Song Label – T-Series
- Release Date – 1990
[/dt_vc_list]