Na na na na na na na
Meri beri ke ber mat todo
Meri beri ke ber mat todo
Koi kaanta haaye..
Kaanta chubh jaayega
Aise jhatke se daar mat chhodo
Aise jhatke se daar mat chhodo
Koi kaanta haaye..
Kaanta chubh jaayega
Baabul ne yeh ped lagaya
Veera ne ki rakhwali
Mere veera ne ki rakhwali
Maiya ne isko aise seencha
Phoolon ko jaise maali
Arre phoolon ko jaise maali
Tum pardesi aaye kahan se
Arre tum pardesi aaye kahan se
Kaise pakad li daali
Arre re re meri beri ke ber mat todo
Meri beri ke ber mat todo
Koi kaanta haaye..
Kaanta chubh jaayega
Khatte, meethe, pheeke raakhe
Shabri badi sayaani
Arre Shabri badi sayaani
O.. joothe ber mein preet hai kitni
Laxman ne kab jaani
Arre Laxman ne kab jaani
Ram hi pehchanenge mujhko
Arre Ram hi pehchanenge mujhko
Ram ki main deewani
Arre re re meri beri ke ber mat todo
Meri beri ke ber mat todo
Koi kaanta ui..
Kaanta chubh jaayega
Aise jhatke se daar mat chhodo
Aise jhatke se daar mat chhodo
Koi kaanta haaye..
Kaanta chubh jaayega
- Song Name – Meri Beri Ke Ber Mat Todo
- Singer – Asha Bhosle
- Lyrics – Indeevar
- Music – Roshan
- Movie – Anokhi Raat (1968)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1968
[/dt_vc_list]