Paas aaye dooriyan phir bhi kam na huyi
Ek adhoori si hamari kahani rahi
Aashman ko jameen, ye jaroori nahi
Jaa mile.. Jaa mile..
Ishq sachha wahi jisko milti nahi manzile-manzile
Rang the, noor tha jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha ye jahaan
Waqt ki reet pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahan
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Khusbuwon se teri yun hi takra gaye
Chalte chalte dekhona hum kahan aagaye
Jannatein ‘gar yahin tu dikhe kyun nahi ?
Chanad-suraj sabhi hai yahan
Intejaar tera sadiyon se kar raha
Pyashi baithi hai kab se yahan
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Pyash ka ye safar khatam ho jaayega
Kuch adhoora sa jo tha, pura ho jayega
Jhuk gaya aashman mil gaye do jahaan
Har tarag hai mlan ka samaa
Dooliyan hai saji, khusbuyein har kahin
Padhne aaya khuda khud yahan
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Track Info*
Song Name – Hamari Adhuri Kahani Song Lyrics
Singer – Arijit Singh
Lyrics – Rashmi Virag
Music – Jeet Gannguli
Movie – Hamari Adhuri Kahani
Song Label – Sony Music India
Release Date – 15 may, 2015