[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/JxxMqjPgUdk”][vc_separator][vc_column_text]Hum zehar se bhare, un bichchuon mein pale
Arre tu hamein kaatne ki sazaa paayega
Arre Aabroo ki kasam cheer denge tujhe
Dum kate saanp sa
Dum kate saanp sa bilbila jaayega
Dum kate saanp sa bilbila jaayega

Aabroo ke jaane Draupadi ki kasam
Kaurwon ki sabha mein jo aa jaayega
Arre Dhushasan hain hum kheench lenge tujhe
Aabroo jo bachi hai lutaa jaayega (x3)

Aabroo ki kahin aaj sunle abhi
Aabroo ki kahin aaj sunle abhi
Choli lehnga pehan ke kahan jayega (x3)

Jo har ik chhedh mein goliyaan jo padi
Jo har ik chhedh mein goliyaan jo padi
To har ik chhedh mein bansi bajaa jaayega
To har ik chhedh mein bansi bajaa jaayega

Chhedon, chhedon chhedon
Chhedon chhedon chhedon
Oh chhedon ke Khuda meri sun to zara
Oh chhedon ke Khuda meri sun to zara
Beech baazar mein tu to aa jaayega
Le aa gaya beech baazar mein ab bol

Ruk! saand ban ke nache
Saand ban ke nachega sare aam tu
Bhand ban ke mohalle pe chhaa jaayega (x4)

Hum to Duryodhan ke poot
Saath mein Ravan ke chele
Hum to bhari Pootna Soopnakha ki godon mein khele
Hum to aise hain chandaal cheer ke kutta khate hain
Hum to aise teerandaj aadami ain chabaate hain
Hum to Shakuni hain
Hum Kansraj hain kulta shulta neech
Hum to narbhakshi hain
Gaaye bhains ka chaara kha lein kheench
Arre hum maar tamncha
Bail pe nikle rail bech aaye
Arre hum cricket ka balla chhodo
Hum khel bech aayein
Haaji Maula, haaji Maula, haaji Maula (x8)[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:900%20bold%20regular%3A900%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Aabroo
  • Singer – Piyush Mishra, Bhupesh Singh
  • Lyrics – Piyush Mishra
  • Music – Sneha Khanwalkar
  • Movie – Gangs Of Wasseypur – 2 (2012)
  • Song Label – T-Series
  • Release Date – 9 July, 2012

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]