Dharti meri mata pita aasman
Dharti meri mata pita aasman
Mujhko to apna sa laage saara jahan
Dharti meri mata pita aasman
Unche unche parwaton ki baadlon se hod
Unche unche parwaton ki baadlon se hod
Nadiya bahe re saare bandhano ko tod
Phoolon ki hansi mein basi hai meri jaan
Mujhko to apna sa laage saara jahan
Dharti meri mata pita aasman
Yoon to meri ankhiyon ne dekhe kayi rang
Yoon to meri ankhiyon ne dekhe kayi rang
Man ko na bandha maine kisi ke bhi sang
Jal ke upar tairun main hans ke samaan
Mujhko to apna sa laage saara jahan
Dharti meri mata pita aasman
Mujhko to apna sa laage saara jahan
Dharti meri mata pita aasman
- Song Name – Dharti Meri Mata Pita Aasman
- Singer – Jaspal Singh
- Lyrics – Ravindra Jain
- Music – Ravindra Jain
- Movie – Geet Gata Chal (1975)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1975