Aye mohabbat, aye mohabbat, aye mohabbat
Oye oye oye oye oye
Aye mohabbat, aye mohabbat
Aye mohabbat teri dastan ke liye
Main hoon taiyaar har imtehan ke liye
Jaan bulbul ki hai gulistan ke liye
Jaan bulbul ki hai gulistan ke liye
Aye mohabbat teri dastan ke liye
Main hoon taiyaar har imtehan ke liye
Jaan bulbul ki hai gulistan ke liye
Jaan bulbul ki hai gulistan ke liye
Aye mohabbat, aye mohabbat
Ek shola hoon main, ek bijli hoon main
Ek shola hoon main, ek bijli hoon main
Aag rakhkar hatheli pe nikli hoon main
Aag rakhkar hatheli pe nikli hoon main
Dushmano ke har ek aashiyan ke liye
Dushmano ke har ek aashiyan ke liye
Jaan bulbul ki hai gulistan ke liye
Aye mohabbat, aye mohabbat
Yeh zamana abhi mujhko jaana nahi
Yeh zamana abhi mujhko jaana nahi
Sir katana hai par sir jhukana nahi
Sir katana hai par sir jhukana nahi
Sir jhukana nahi
Mujhko marna hai apne Hindustan ke liye
Mujhko marna hai apne Hindustan ke liye
Jaan bulbul ki hai gulistan ke liye
Aye mohabbat, aye mohabbat
- Song Name – Aye Mohabbat Teri Dastan
- Singer – Anuradha Paudwal
- Lyrics – Anand Bakshi
- Music – Laxmikant-Pyarelal
- Movie – Karma (1986)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1986
[/dt_vc_list]