Panchhi Soor Main Gaate Hain

[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/3WnOKmBM96w”][vc_column_text]Panchhi sur mein gaate hain
Bhanwre gungunaate hain
Ghunghru bajaati hai hawa
Aise muskurati hai
Yoon fiza bulaati hai
Jaise ho yeh meri dilruba

Panchhi sur mein gaate hain
Bhanwre gungunaate hain
Ghunghru bajaati hai hawa
Aise muskurati hai
Yoon fiza bulaati hai
Jaise ho yeh meri dilruba

Dekho kya ghanere
Oonche oonche parbaton ke saaye hain
Chal ke, yoon machal ke, rang badal ke
Humse milne aaye hain
Ho dekho kya ghanere
Oonche oonche parbaton ke saaye hain
Chal ke, yoon machal ke, rang badal ke
Humse milne aaye hain
Khushbu hai baharon ki
Masti hai nazaron ki
Sabke dil pe chhaya hai nasha
Arre aise muskurati hai
Yoon fiza bulaati hai
Jaise ho yeh meri dilruba

Panchhi sur mein gaate hain
Bhanwre gungunaate hain
Ghunghru bajaati hai hawa
Aise muskurati hai
Yoon fiza bulaati hai
Jaise ho yeh meri dilruba

Naiya bin khivaiya
Jaane kaise saahilon pe aati hai
Dhara is nadi ki har kisi ko
Ik din to milaati hai
O.. naiya bin khivaiya
Jaane kaise saahilon pe aati hai
Dhara is nadi ki har kisi ko
Ik din to milaati hai
Sachchi yeh kahani hai
Paani zindgaani hai
Saare jag ko hai yeh pata
Ho aise muskurati hai
Yoon fiza bulaati hai
Jaise ho yeh meri dilruba

Panchhi sur mein gaate hain
Bhanwre gungunaate hain
Ghunghru bajaati hai hawa
Aise muskurati hai
Yoon fiza bulaati hai
Jaise ho yeh meri dilruba
Jaise ho yeh meri dilruba
Jaise ho yeh meri dilruba[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Info” font_container=”tag:h4|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Panchhi Soor Main Gaate Hain
  • Singer – Udit Narayan
  • Lyrics – Sameer Anjaan
  • Music – Bhushan Dua
  • Movie – Sirf Tum (1999)
  • Song Label – T-Series
  • Release Date – 1999

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]