Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal paas rahta nahi
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal paas rahta nahi
Ye tujhse hi milne ko chahe
Ye teri hi krta hai baatein
Kya tum ho,
Kya tum ho wahi ?
Kya tum ho,
Kya tum ho wahi ?
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Teri aankhon ke rashte ye chale jaata hai
Jo bulaun main kabhi laut aata nahi
Bekhabar ye jamane se takrata hai
Bedhadak mujhse kehta hai mai hu yun hi
Ye tujhse mil kr hua hai
Jo teri nazar ne chuwa hai
Kya tum ho,
Kya tum ho wahi ?
Kya tum ho,
Kya tum ho wahi ?
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Hai hunar ek naya isko tujhse mila
Muskura ke ye milta hai sbse abhi
Aadhi raaton me mujhko ye deta utha
Mujhse puche ye rate kyun kat’te nahi
Ye tujhse hi milne ko chahe
Ye teri hi krta hai baatein
Kya tum ho,
Kya tum ho wahi ?
Kya tum ho,
Kya tum ho wahi ?
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Track Info*
Song Name – Dil Aaj Kal
Singer – KK
Lyrics – Munna Dhiman
Music – Ram Sampath
Movie – Purani Jeans
Song Label – Eros Music
Release Date – 1 April, 2019