[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/FJVHxweeZH0″][vc_column_text]Ho maahi ho sayini yeh kya kiya
Toone yeh kya kiya, toone yeh kya kiya

Na jaane kab kya kar baithe
Dil aisa deewana hai
Dil ko thaam ke rakhna logon
Mausam bada suhana hai

Na na na na na na na
Na na na karte karte ikrar kar liya
Ho logon Ram duhayi
Ho logon Ram duhayi
Maine pyar kar liya
Maine pyar kar liya
Dil de diya maine dil le liya
Dil de diya maine dil le liya

Yeh kya kiya, yeh kya kiya
Yeh kya kiya toone yeh kya kiya
Dil de diya maine dil le liya
Dil de diya maine dil le liya

Na na na na na na na
Na na na karte karte ikrar kar liya
Ho logon Ram duhayi
Ho logon Ram duhayi
Maine pyar kar liya
Maine pyar kar liya
Dil de diya maine dil le liya
Dil de diya, dil le liya

Chain aur nindiya kho jaaye
Jaan bhi jaati hai to jaaye
Chain aur nindiya kho jaaye
Jaan bhi jaati hai to jaaye
Ab jo hona hai ho jaaye
Bas ji bas bas ji bas
Bas ji bas bas ji bas intzar kar liya
Intzar kar liya, intzar kar liya

Dil de diya maine dil le liya
Dil de diya maine dil le liya
Dil de diya, dil le liya

Iss dil ki baaton mein aake
Ek dooje ka dil dhadka ke
Iss dil ki baaton mein aake
Ek dooje ka dil dhadka ke
Ek dooje ki kasam utha ke
Kasam utha ke
Ek dooje pe humne
Ek dooje pe humne aitbar kar liya
Aitbar kar liya, aitbar kar liya
Dil de diya maine dil le liya
Dil de diya maine dil le liya

Na na na na na na na
Na na na karte karte ikrar kar liya
Ho logon Ram duhayi
Ho logon Ram duhayi
Maine pyar kar liya
Maine pyar kar liya
Dil de diya maine dil le liya
Dil de diya maine dil le liya

Yeh kya kiya, yeh kya kiya
Yeh kya kiya toone yeh kya kiya
Dil de diya maine dil le liya
Dil de diya, dil le liya[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Information” font_container=”tag:h4|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Na Na Karte
  • Singer – Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, Udit Narayan
  • Lyrics – Anand Bakshi
  • Music – Laxmikant – Pyarelal
  • Movie – Ram Avtar (1988)
  • Song Label – T-Series
  • Release Date – 1988

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]