[vc_row][vc_column][vc_single_image image=”22860″ img_size=”medium” alignment=”center”][vc_column_text]
“Milne Ka Bahaana Lyrics”
[/vc_column_text][vc_column_text]Kya hai ye garmiyan
Tere mere darmiyan
Ye duniya bas ghumti rahe
Garm hawao mein jhoomti rahe
Kaal ne kaha tu karle barabar
Na sun kisi ki, na mother, na father
Fast train hai tu rukegi seedhi Dadra
Haan mein haa mila ke
Kya mila wahan ko jaa ke
Kya hai ye dooriyan
Par kya hai ye kahani adhoori haan
Is duniya mein hai bas chaar core
Phir bhi rahti hai seedhi kuch toh hai jhoor
Kyun chhoda yun adhuri kahani
Tum ho sukhi dharti pe jaise paani
Hai ye sukh, ya dhaani
Door se paas aaye dega nigaahein
Haa hai ye mausham suhaana
Bas dhundh le koi milne ka bahaana
Barshat ki raaton mein ruyi se baadal
Ho gaya akelapan ab mere saath chal
Kya hai ye thandi hawa
Na kaam karti hai daaru dawa
Seedha saadaha sa hai ye bayaan
Aashman ki taraf badhata taapman
Par ab kuch badal gayi hai fiza
Shardi se, Garmi se, Shawan se khiza
Hai ye taufa ya saza
In nami ki raaton mein,
Hai paheli in baaton mein
Haa hai ye mausham suhaana
Bas dhundh le koi milne ka bahaana
Barshat ki raaton mein ruyi se baadal
Ho gaya akelapan ab mere saath chal[/vc_column_text][vc_column_text]
“Milne Ka Bahaana Lyrics” Track Info
[/vc_column_text][dt_vc_list]
- Song Name – Milne Ka Bahaana
- Singer – Samar Grewal, Imaad Shah
- Lyrics – Imaad Shah
- Music – Samar Grewal
- Album – Mismatched
- Song Label – ℗ Maisie Music Publishing, LLC
- Release Date – 19 Nov, 2020
[/dt_vc_list][vc_column_text]
“Milne Ka Bahaana Lyrics” Music Video
[/vc_column_text][vc_video link=”https://youtu.be/ynSL2hlXpXQ”][/vc_column][/vc_row]