Balam pichkari jo thune mujhe mari
Toh bole re zamana kharabi ho gayi
Mere ang raja, jo tera rang laga
Toh seedhi saadi chhori sharabi ho gayi
Itna maza, kyun aa raha hai
Thune hawa mein bhaang milaya
Itna maza, kyun aa raha hai
Thune hawa mein bhaang milaya
Dugna nasha, kyun ho raha hai
Ankhon se meetha thune khilaya
Ho teri malmal ki kurti gulabi hogayi
Manchali chaal kaise nawabi hogayi
Balam pichkari jo thune mujhe mari
Toh seedhi saadi chhori sharabi ho gayi
Haan Jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi
Balam pichkari jo thune mujhe mari
Toh seedhi saadi chhori sharabi ho gayi
Haan Jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi
Teri kalaai hai, haathon mein aayi hai
Maine maroda toh lagti malai hai
Mehenga padega yeh chaska malaai ka
Upwas karne mein teri bhalaai hai
Ho bindiya teri mehtaabi ho gayi
Dil ke armaanon mein behisabi hogayi
Balam pichkari jo tune mujhe mari
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Haan Jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi
Balam pichkari jo tune mujhe mari
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Haan Jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi
Kyun no-vacancy ki
Honthon pe gaali hai
Jabki tere dil ka kamra toh khaali hai
Mujhko pata hai re
Kya chahata hai tu
Boli bhajan teri
Neeyat Qawali hai
Zulmi ye haazir jawabi hogayi
Tu toh har taale ki aaj chaabi hogayi
Balam pichkari jo tune mujhe mari
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Haan Jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi
Balam pichkari jo tune mujhe mari
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Haan Jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi
Haan bole re zamana kharabi ho gayi
Haan bole re zamana kharabi ho gayi
Track Info*
Song Name – Balam Pichkari
Singer – Vishal Dadlani, Shalmali Kholgade
Lyrics – Amitabh Bhattacharya
Music – Pritam Chakraborty
Movie – Yeh Jawaani Hai Deewani (2013)
Song Label – T-Series
Release Date – 22 June, 2013