Tere Nashe Mein Choor Lyrics – Gajendra Verma

Tere Nashe Mein Choor Lyrics - Gajendra Verma
Tere Nashe Mein Choor Lyrics – Gajendra Verma

Tere Nashe Mein Choor Lyrics

Ek mujhko to teri talab si hai
Aur is mausam mein aag lagai
Tujhe chhune ki zid bhi gazab si hai
Mere dil mein kyun mache tabahi

Bhula ke tu gamm ko apne
Ab to hosh khone do
Roko na khud ko
Jo bhi hota hai aaj hone do
Tere honthon ko chhu ke main

Tere nashe mein hoon choor choor
Tere nashe mein hoon choor choor

Yeh kaisa asar hai tera mujh pe
Koyi jadoo hai samjhun na ho
Tu jitna bhi kareeb aati hai
Utna mushkil hai na chhuna

Iss lamhe mein jo maange de doonga
Vaise jaan maine tujhpe lutai ae hai
Dil nazuk sa hai mera jaan-e-jaan
Bas tu karna na laparwahi

Bhula ke tu gamm ko apne
Ab to hosh khone do
Roko na khud ko
Jo bhi hota hai aaj hone do
Tere honthon ko chhu ke main

Tere nashe mein hoon choor choor
Tere nashe mein hoon choor choor

Bhula ke tu gamm ko apne
Ab to hosh khone do
Roko na khud ko
Jo bhi hota hai aaj hone do
Tere honthon ko chhu ke main

Choor choor choor choor

Track Info

  • Song Name – Tere Nashe Mein Choor
  • Singer – Gajendra Verma
  • Lyrics – Gajendra Verma
  • Music – Gajendra Verma
  • Starring – Manasi Moghe
  • Label – © 2020 Virtual Planet Music
  • Release Date – 20 Aug, 2020

Music Video