
Maine Tujhe Kabhi Lyrics
Maine tujhe kabhi kuch kaha tha
Jo bhi kaha wo kiya
Arre maine tujhe kabhi kuch kaha tha
Jo bhi kaha wo kiya
Sada ke yeh rishte nibhaane hain sada
Maine tujhe kabhi kuch kaha tha
Jo bhi kaha wo kiya haan
Sada ke yeh rishte nibhaane hain sada
Maine tujhe haan kabhi kuch kaha tha
Jo bhi kaha wo kiya
Doolha banoonga main, baja bajega
Dulhan banegi tu, mandap sajega
Doolha banoonga aaha
Main baja bajega
Dulhan banegi tu, mandap sajega
Phir tu meri maang yun bharega Ho jo bhi kaha wo kiya
Sada ke yeh rishte nibhaane hain sada
Maine tujhe kabhi kuch kaha tha
Jo bhi kaha wo kiya
Phoolon ki sej pe do dil milenge
Mehakegi zindagi sapne khilenge
Phoolon ki sej pe ho ho
Do dil milenge
Mehakegi zindagi sapne khilenge
Har daur mein apna pyaar hansega
Jo bhi kaha wo kiya
Sada ke yeh rishte nibhaane hain sada
Maine tujhe kabhi kuch kaha tha
Jo bhi kaha wo kiya
Apna to mel hai sadiyon purana
Juda kar sakega na humko zamana
Apna to mel hai sadiyon purana
Juda kar sakega na humko zamana
Main hoon teri, tu bhi mera rahega
Jo bhi kaha woh kiya
Sada ke yeh rishte nibhaane hain sada
Maine tujhe kabhi kuch kaha tha
Jo bhi kaha wo kiya
Jo bhi kaha wo kiya
Track Info
- Song Name – Maine Tujhe Kabhi Lyrics
- Singer – Asha Bhosle, Kishore Kumar
- Lyrics – Gulshan Bawra
- Music – R D Burman
- Movie – Yeh Vaada Raha (1982)
- Song Label – ℗ 1982 Universal Music India Pvt. Ltd.
- Release Date – 9 April 1982