Table of Contents
Kitne Ahsan Kiye Tumpe Humpe Lyrics
Tumne kya kya kiya hai hamare liye
Tumne kya kya kiya hai hamare liye
Hum na kar paye kuchh bhi tumhare liye
Tumne kya kya kiya hai hamare liye
Hum na kar paye kuchh bhi tumhare liye
Tumne kya kya kiya hai hamare liye
Kitne ehsan kiye tumne humpe sanam
Sau janam tumko de dein to
Woh bhi hai kam
Kitne ehsan kiye tumne humpe sanam
Sau janam tumko de dein to
Woh bhi hai kam
Tumne patjhad ko sawan ke dhare diye
Tumne ashkon ke badle sitare diye
Tumne kya kya kiya hai hamare liye
Tumko maalum tha naav beh jayegi
Yeh thapede na toofan ke seh payegi
Tumko maalum tha naav beh jayegi
Yeh thapede na toofan ke seh payegi
Phir bhi tumne baahon ke sahare diye
Tumne doobe huon ko kinare diye
Tumne kya kya kiya hai hamare liye
Hum na kar paye kuchh bhi tumhare liye
Tumne kya kya kiya hai hamare liye
Track Info
- Song Name – Kitne Ahsan Kiye Tumpe Humpe Lyrics
- Singer – Asha Bhosle
- Lyrics – Indeevar
- Music – Jagjit Singh
- Movie – Prem Geet (1981)
- Stars – Raj Babbar, Anita Raj
- Song Label – Universal Music India
- Release Date – 1 Jan, 1981