Table of Contents
Nidarr Lyrics
Kabhi ghar se sabke dar se
Khud se ladte rehta tha jeebhar
Mere versus tha Dino James
Kaafi arse se chupa bheetar
Jhagda kaafi toote kaanchi
Mera dushman tha woh ya teacher
Ho gaya raazi ban gaya sathi
Jabse baaghi ban gaya aur nidar
Kabhi ghar se sabke dar se
Khud se ladte rehta tha jeebhar
Mere versus tha Dino James
Kaafi arse se chupa bheetar
Jhagda kaafi toote kaanchi
Mera dushman tha woh
Ya teacher ho gaya raazi ban gaya sathi
Jabse baaghi ban gaya aur nidar
Dar ke baitha hua tha main bhaiya bin-disha ke naw mein
Aur khinchi chali ja rahi thi gehri nadi bahaaw mein
Dharti nahi tha panw mein puri life lagi thi danw mein
Chilla raha tha bas loud main, khoya rahta tha crowd mein
Tane nazar aate the logo ke har sujhaw mein
Mera matha tha tanaaw mein bas rahta tha dabaw mein
Phir bhi lekar chalne laga apne saare ghaw main
Phir ladna naturally aagaya mere swabhaw mein
Haan tere jaisa dost main harwa leta tha soch
Main negative tha approach mein par kabhi na thama
Phir leke saara bojh main chala main khud ke khoj mein
Phir khud ka bana coach main, phir samta ye jahaan
Rahta tha bas pain mein, karta tha maa aur bahan main
Bas karta tha complaint main, phir ek din bola BAS
Angaro mein tha trade mein, chura ke saare chain mein
Phir train se sidha plane mein, Dino ko di sikas
Jo main aaj kar raha hoon wo saalo pahle hi kar leta
Laakh kahte the ki bade sapno se darne ka
Thak thak sahk se main bhar ke tha ghar baitha
Karta kya Dino saala khud mere versus tha
Ghar se sabke dar se
Khud se ladte rehta tha jeebhar
Mere versus tha Dino James
Kaafi arse se chupa bheetar
Jhagda kaafi toote kaanchi
Mera dushman tha woh
Ya teacher ho gaya raazi ban gaya sathi
Jabse baaghi ban gaya aur nidar
Bas khel raha tha main blind phir na left dekha na right
Ankh band kar andhi gehri khai mein laga di maine dive
Abe kholo na tum darwaja par aaya nahi reply
Aur jo frustration mein bola aaj wo ban gaya mera style
Phir dil ki awaaj suni sabne bina koi mice
Now i’m ready for the flight ‘nd i’m ready for the fight
Saare comments saare like mujhe karne lage guide
Saare aagaye meri madat ko phir Shiv, Allah aur Christ
Aur phir pura ladna weak hoke, pada main paagal freek hoke
Sang bhaaga phir main jeetun ki ya haroge par jeetoge
Par ego se tum cheekhonge, aankho se paani likhoge
Un chinto se jab likhoge phir tum hi tum bas dikhoge
Pada tha jaise piece of meat, Rota tha bas har teesro din
Tufaan ke tha main beecho beech, bachalo na bey please oh please
Abe utho saalo sincho beej, takleefe daalo khinso mein
Darr hai ye saare siso ke, par khud se kahte it’s ok
Tum soch bhi nahi sakte kitna hua main vifal bro
Kosh bhi nahi sakta apne last ke vikalp ko
Sidhi chadne laga dheere dheere se sikhar ko
Sab hone laga bana jaise hi nidar bro
Kabhi ghar se sabke dar se
Khud se ladte rehta tha jebhar
Mere versus tha Dino James
Kaafi arse se chupa bheetar
Jhagda kaafi toote kaanchi
Mera dushman tha woh
Ya teacher ho gaya raazi ban gaya sathi
Jabse baaghi ban gaya aur nidar
Kuch bhi ho rukne ka nahi ab kuch bhi ho jhukne ka nahi
Kuch bhi ho rukne ka nahi ab kuch bhi ho jhukne ka nahi
Kuch bhi ho rukne ka nahi ab kuch bhi ho jhukne ka nahi
Kuch bhi ho rukne ka nahi ab kuch bhi ho jhukne ka nahi
Kuch bhi ho rukne ka nahi ab kuch bhi ho jhukne ka nahi
Kuch bhi ho rukne ka nahi ab kuch bhi ho jhukne ka nahi
Track Info
- Song Name – Nidarr Lyrics
- Artist – Dino James
- Lyrics – Dino James
- Music – Bluish Music (Nilesh Patel)
- Mix & Mastered by – Abhishek Ghatak
- Recording Engineer – Rahul
- Directed & Edited by – Himanshu Tyagi
- Produced by – Jimmy Enterprises
- Concept by – Himanshu Tyagi and Dino James
- DOP – Shubham Verma
- DI Colourist – Harsh Dandotiya
- Executive Producer – Dino James
- Cast – denesh Diwedi/Anuradha
- Vocals recorded at – AMV studios
- Release Date – 30 Aug, 2019