Dil Ki Chitthiyan

Ja piya ji se kahde
Tu ae hawa
Ja piya ji se kahde
Tu ae hawa

Likh diya unko
Dil ki chitthiyan
Likh diya unko
Dil ki chitthiyan

Ja piya ji se kahde
Tu ae hawa
Likh diya unko
Dil ki chitthiyan
Haye.., Likh diya unko
Dil ki chitthiyan

Kaagach yeh tha mera kora kora
Jazbo ka aalam tha gehra gehra
Jazbo ka aalam tha gehra gehra

Syahi se maine ye aarmano ki
Syahi se maine ye aarmano ki
Likh diya unko dil ki chitthiyan
Maine dil ki chitthiyan

Ja piya ji se kahde
Tu ae hawa
Ja piya ji se kahde
Tu ae hawa

Likh diya unko
Dil ki chitthiyan
Haye.., Likh diya unko
Dil ki chitthiyan

Pyar mera Rab mera
Waar diya main sab saha
Waar diya main aapni jaan aur rooh
aapni jaan aur rooh

Piya ji ka roop kitna
Sohna sohna
Chandan hua man ka
Har kona kona
Chandan hua man ka
Har kona kona

Jaake milun main
Yahi ho naseeb
Jaake milun main
Yahi ho naseeba
Likh diya unko
Dil ki chitthiyan
Maine Dil ki chitthiyan

Ja piya ji se kahde
Tu ae hawa
Likh diya unko
Dil ki chithhiyan
Aa.. Aa..Aa..
Likh diya unko
Dil ki chithhiyan
Haye., La..
Likh diya unko
Dil ki chithhiyan

 

Track Info*

Song Name – Dil Ki Chitthiyan
Singer – Archita Bhattacharya
Lyrics – Deepak Jeswal
Music – Archita Bhattacharya
Song Label – Zee Music Company
Release Date – 17 Jan, 2019

Heyyyyyy

Lyrics for Everyone!

  • Found the perfect lyrics? Share them with those who’ll appreciate them! Music is for everyone, and sharing is caring.

Help Us Improve!

  • Your feedback is invaluable! Share your thoughts and ideas so we can keep making SnoopLyrics the best place for lyrics lovers.

Recently Released

Leave a Reply

Weekly Popular