Khawab dedo ya saath dedo
Mil sako to aake jawab dedo
Aisa hua na kabhi
jaisa hua hai abhi
Tum khawab mein bhi hume
Aate nazar kyun nahi
Tumko mera waasta
Jaate hai kya yun bhala
Kyun laute nahi
Kyun laute nahi
Kyun laute nahi
Khaamkha jee raha
Bin tere main yahan
Aabhi jao saajna
Puchta dil mera
Tum kahan laapata
Na sataa saajna
Track Info*
Song Name – Laute Nahi
Singer – Papon
Lyrics – Papon
Music – Yash Narvekar
Album – Broken But Beautiful
Release Date – 16 Nov, 2018