Kaise hua? Kyu hua?
Bewafa mere khuda
Janu na jaane na,
Ye kya ho gaya
Bewafa ae khuda,
Mera rab khoo gaya
Kaisi hai ye khala,
Dard ka sil sila
Kaisi hai ye khala,
Dard ka sil sila
Dar badar ishq hone laga
Janu na jaane na,
Ye kya ho gaya
Bewafa ae khuda,
Mera rab khoo gaya
Naino me nami hai sansen bhi thami hai
Dhadkane kah rahi hai bas teri hi kami hai
Haa Naino me nami hai sansen bhi thami hai
Dhadkane kah rahi hai bas teri hi kami hai
badh rahi dooriyan
kaisi majbooriyan
Joor mujhpe na mera raha
Janu na jaanu na ye kya hua
Kyu khafa hai mujhse mera khuda
Janu na jaanu na ye kya hua
Kyu khafa hai mujhse mera khuda
Suna sa bin tere mere ishq ka aasmaan
Nas-nas me behta hai tujhse hi waasta
Suna sa bin tere mere ishq ka aasmaan
Nas-nas me behta hai tujhse hi waasta
Yaadon ka kaarwan
Sang sang hai chal raha
Chal rahi sang tanhaiyan
Janu na jaane na,
Ye kya ho gaya
Bewafa ae khuda,
Mera rab khoo gaya
Janu na jaane na,
Ye kya ho gaya
Bewafa ae khuda,
Mera rab khoo gaya
Track Info*
Song Name – Jaanu Na
Singer – Manndakini Bora
Lyrics – Deepak Noor
Music – Gufy
Song Label – Zee Music Company
Release Date – 21 Aug, 2018