Tu hai sautan mem ki
Paathsaala prem ki
Hum anghoothachaap
Inmtehaan legi kya ?
Tu hai sautan mem ki
Paathsaala prem ki
Hum anghoothachaap
Inmtehaan legi kya ?
Dhadkano ki chaal pe
Ishq harra taal pe
Le chuki aalap
Uspe taan legi kya ?
Suraiyya Jaan legi kya ?
Suraiyya Jaan legi kya ?
Suraiyya bas kar, bas kar yaar
Suraiyya Jaan legi kya ?
Suraiyya jaan meri jaan
Meri jaan legi kya
Suraiyya Jaan legi kya ?
Haaye ghar suraiyya jaan ke
Sir jhuka ke aaye ho
De chuki hai darshan
Aab parshad degi kya ?
Haa ghar suraiyya jaan ke
Sir jhuka ke aaye ho
De chuki hai darshan
Aab parshad degi kya ?
Sabka dil behla chuki
Thumriyan bhi gaa chuki
Baandh ke aab saath mein
Aalap degi kya ?
Suraiyya Jaan degi kya ?
Suraiyya Jaan degi kya ?
Suraiyya bas kar bas kar yaar
Suraiyya Jaan legi kya ?
Suraiyya jaan meri jaan
Meri jaan legi kya
Nahi to jaan degi kya ?
Hayee, Meri nazroo mein
Sab ek hai
Meri nazroo mein
Sab ek hai
Kya kernal kya sipahiya
Sabke dil me khushfahmi hai
Wohi hai mera saiyaan
Haa do pal ki gustaakhi ko
Hanste hanste dekhte hai
Mohabbat ka darja suraiyya
Are, are, are,
Kal ko upar jaana hai
Jaake muh dikhan hai
Thoda to sudhar ja suraiyya
Are bas bhi kar suraiyya
Rab se dar suraiyya
Hai dil tera ya pathar suraiyya
Saari jaaye baat aur mehak mein
Likh diye inhone tere haq mein
In thago se, In thago se aab tu Hindushtaan legi kya ?
Suraiyya jaan legi haa
Track Info*
Song name – Suraiyya
Singer – Vishal Dadlani & Shreya Ghoshal
Lyrics – Amitabh Bhattacharya
Music – Ajay-Atul
Movie Name – Thugs Of Hindostan
Song Label – YRF
Release Date – 23 oct, 2018