Kya sunaaon, kya bataaun
Kehna mushqil kitna chaahun
Kya sunaaon, kya bataaun
Kehna mushqil kitna chaahun
Kya chupaaun, kya dikhaaun
Dil ke armaan kya ginaaun
Itna hi bas jaanta hoon
Bin tere bejaan sa hoon
Aur kya main kahoon
Aur kya main kahoon
Kya sunaoon, kya bataoon
Kehna mushqil kitna chahoon
Kehna bahut kuch chahun
Par tumse keh na paaun
Jaane mein kyun ghabraaun
Kuch sochun, darr jaaun
Ho raha hai kya, naa jaanu
Raaton ko uth uth ke jaagun
Haathon ko apne utha ke
Rab se bas tujhko hi maangu
Aur kya main kahoon
Kya sunaoon, kya bataoon
Kehna mushqil kitna chahoon
O piya piya piya
Tune ye kya kiya
Tore bina kahin
Laage na mora jiya
O piya piya piya
Tune ye kya kiya
Tore bina kahin
Laage na mora jiya
Dekhun tujhe toh jeena chahun
Naa dekhun, jee naa paaun
Hothon pe tujhko aa sajaa loon
Jab chaahun gungunaaun
Meri har ik saans mein tu
Mere har ehsaas mein tu
Lab se jo kuch bhi main bolu
Mere har alfaaz mein tu
Aur kya main kahun
Aur kya main kahun
Aur kya main kahun
Aur kya main kahun
Kya main kahun, Kya main kahun
Track Info*
Song Name – Kya Sunaoon
Singer – Sonu Nigam & Shreya Ghoshal
Lyrics – Manoj Amarnani
Music – John Hunt
Label – Shotformats
Movie – Life is Beautiful
Release Date – 18 July, 2014