Aaja khatam sabar kar de
Pyasi-pyasi aankhein tar kar de
Aaja khatam sabar kar de
Pyasi-pyasi aankhein tar kar de
Teri baahein mera ghar kar de
Soneya, Mahiyan, Ranjheyaan
Soneya, Mahiyan, Ranjheyaan
Dil mein hai jo baatein
Wo samjhaane de lab se
Kuch keh de, kuch sun le
Betaabiyan hai kab se
Dil mein hai jo baatein
Wo samjhaane de lab se
Kuch keh de, kuch sun le
Betaabiyan hai kab se
Tere liye main hoon yahan
Phir tu kyun hai wahaan
Tujhe apna bana loon main,
Aise na ja
Tere liye main hoon yahan
Phir tu kyun hai wahaan
Tujhe apna bana loon main,
Aise na ja
Aaja khatam sabar kar de
Pyasi-pyasi aankhein tar kar de
Aaja khatam sabar kar de
Pyasi-pyasi aankhein tar kar de
Meri in aankho ne
Dekha hai tujh ko jab se
Saanson ki raftaari
Badh uthi hai ye tab se
Meri in aankho ne
Dekha hai tujh ko jab se
Saanson ki raftaari
Badh uthi hai ye tab se
Tooti khamoshiyan, chalki madhoshiyan
Bikhri bikhri hoon main, re zaz re zaa
Tooti khamoshiyan, chalki madhoshiyan
Bikhri bikhri hoon main, re zaz re zaa
Aah Soneya, Aah Mahiyan, Haaye ranjheya ho..
Aaja khatam sabar kar de
Pyasi-pyasi aankhein tar kar de
Teri baahein mera ghar kar de
Track Info*
Song Name – Aaja Khatam Sabr
Singer – Sunidhi Chauhan
Lyrics – A. M. Turaz
Music – Sharib-Toshi
Movie – Ghost
Song Label – T-Series
Release Date – 2011