Aap Mujhe Achche Lagne Lage

[vc_video link=”https://youtu.be/wpzAC6ZQV-I”]

Mohabbat ki haseen shuruaat ho gayi

Mohabbat ki haseen shuruaat ho gayi
Meri duniya, mere sapne ab sajne lage
Ke Aap mujhe achche lagne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage

Manzilen hain nayi, raaste hai naye
Manzilen hain nayi, raaste hai naye
Hum zameen se aasman tak ab udne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage

Raaz kya hai zindagi ka khul gaya, khul gaya
Ho.. Raaz kya hai zindagi ka khul gaya, khul gaya
Dil ka aaina khushi se dhul gaya, dhul gaya
Hum bhi apni ek duniya rakhne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage

Sochi samjhi yeh mulakatein nahi, ji nahi
Sochi samjhi yeh mulakatein nahi, ji nahi
Haan aadmi ke bas ki yeh baatein nahi. ji nahi
Rab ne chaha to yeh dil yun milne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage

Mohabbat ki haseen shuruaat ho gayi
Meri duniya, mere sapne ab sajne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage
Ke aap mujhe achche lagne lage

Manzilen hain nayi, raaste hai naye
Manzilen hain nayi, raaste hai naye
Hum zameen se aasman tak ab udne lage

Ke aap mujhe achche lagne lage
(Ke aap mujhe achche lagne lage)
Ke aap mujhe achche lagne lage
(Ke aap mujhe achche lagne lage)

[vc_custom_heading text=”Track Info*” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23000000″ google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Aap Mujhe Achche Lagne Lage
  • Singer – Alka Yagnik & Abhijeet
  • Lyrics – Ibrahim Ashq
  • Music – Rajesh Roshan
  • Movie – Aap Mujhe Achche Lagne Lage
  • Song Label – Universal Music India
  • Release Date – 2004

[/dt_vc_list]

Heyyyyyy

Lyrics for Everyone!

  • Found the perfect lyrics? Share them with those who’ll appreciate them! Music is for everyone, and sharing is caring.

Help Us Improve!

  • Your feedback is invaluable! Share your thoughts and ideas so we can keep making SnoopLyrics the best place for lyrics lovers.

Recently Released

0 0 votes
Lyrics Rating
0 Comments
Oldest
Newest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments

Weekly Popular

0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x