Aaye Ho Meri Zindagi Mein – Female

[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/I8PAphTz-B8″][vc_column_text]Aaye ho meri zindagi mein tum bahar banke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahar banke

Mere dil mein yunhi rehna haye
Mere dil mein yunhi rehna tum pyar pyar banke

Aankhon mein tum base ho sapne hazar banke

Mere sathi mere saajan mere sath yunhi chalna

Badlega rang zamana par tum nahi badalna
Meri maang yunhi bharna taare hazar ban ke

Meri maang yunhi bharna taare hazar ban ke
Mere dil mein yunhi rehna haye
Mere dil mein yunhi rehna tum pyar pyar banke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahar banke

Agar main jo rooth jaaun to tum mujhe manana

Thaama hai hath mera phir umra bhar nibhana
Mujhe chhod ke na jaana vaade hazar karke

Mujhe chhod ke na jaana vaade hazar karke
Mere dil mein yunhi rehna haye
Mere dil mein yunhi rehna tum pyar pyar banke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahar banke

Aaye ho meri zindagi mein tum bahar banke
Mere dil mein yunhi rehna haye
Mere dil mein yunhi rehna tum pyar pyar banke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahar banke

[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Information” font_container=”tag:h4|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Aaye Ho Meri Zindagi Mein – Female
  • Singer – Alka Yagnik
  • Lyrics – Sameer Anjaan
  • Music – Nadeem-Shravan
  • Movie – Raja Hindustani (1996)
  • Song Label – Tips Music
  • Release Date – 1996

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]