[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/hXDPDdXQAIs”][vc_separator][vc_column_text]Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Jhoom loon main zara
Jhoom loon main zara
Naach loon main zara
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Geet sangeet se
Geet sangeet se aag dil mein laga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Dhadkan ki awaz se, awazon ke saaz se
Dhadkan ki awaz se, awazon ke saaz se
Hothon pe yeh sargam ke phool khile
Hothon pe yeh sargam ke phool khile
Haan dhadkane laga dil mera, dil tera
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Tera mera naam le
Apne dil ko thaam le
Aisa kuchh ho ke log yaad karein
Tera mera naam le
Apne dil ko thaam le
Aisa kuchh ho ke log yaad karein
Aisa kuchh ho ke log yaad karein
Log hain bekhabar, bekadar, bewafa
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Dekho mujhe koi pyara sa geet sunao
Aji waah! aise kaise suna dein
Koi milan ki baat ho
Hijra ki lambi raat ho
Koi milan ki baat ho
Hijra ki lambi raat ho
Yoon hi kaise geeton ki barsat ho
Yoon hi kaise geeton ki barsat ho
Dekh to jhoom ke chhaa rahi hai ghata
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Jhoom loon main zara
Jhoom loon main zara
Naach loon main zara
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Geet sangeet se
Geet sangeet se aag dil mein laga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Ae Mere Saathiya
- Singer – Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz
- Lyrics – Anand Bakshi
- Music – Anu Malik
- Movie – Awaargi (1990)
- Song label – T-Series
- Release Date – 1990
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]