[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/CN86139XVSE”][vc_separator][vc_column_text]Aye nazneen suno na

Aye nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chaahe to jaan lo na
Ke dekha tumhein to hosh udd gaye
Honth jaise kud hi sil gaye
Yeh honth jaise kud hi sil gaye

Aye nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chaahe to jaan lo na
Ke dekha tumhein to hosh udd gaye
Honth jaise kud hi sil gaye
Yeh honth jaise kud hi sil gaye

Lagta hai ke tumko
Rab ne banaya jis dam
Apni kudraton ko usne
Tum mein kar diya tha ghum
Is jahan ko husn baantna kar diya tha kam
Teekhe teekhe nain naqsh tere
Kaliyon se komal honth tere
Phoolon se naazuk paanv tere
Dono jahan kurbaan tere
Tarasha pyaar se jise
Rab ne woh moorat ho tum
Sangtarashon ki jaise devi tum
Tarasha pyaar se jise
Rab ne woh moorat ho tum
Sangtarashon ki jaise devi tum
Tum sa jahan mein koi na

Aye nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chaahe to jaan lo na
Ke dekha tumhein to hosh udd gaye..
Honth jaise
Honth jaise kud hi sil gaye

Parda khayalon ka hai
Sach much zara saamne aa
Chaand ko main takta hoon
Par teri shaql aankhon mein
Ji jalaaye chandni bhi
Thandi thandi raaton mein
Nata neendon se toot gaya
Tere liye ai mere haseen
Dil ko yakeen yeh bhi hai magar
Aayega aisa din bhi kabhi
Jab mulakaatein bhi hongi
Meethi si baatein bhi hongi
Pyaar bhari raatein bhi hongi dekhna
Jab mulakaatein bhi hongi
Meethi si baatein bhi hongi
Pyaar bhari raatein bhi hongi dekhna
Aane ki khabar do na

Aye nazneen suno na
Aye nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chaahe to jaan lo na
Ke dekha tumhein to hosh udd gaye
Honth jaise
Honth jaise kud hi sil gaye
Yeh honth jaise kud hi sil gaye
Honth jaise kud hi sil gaye[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Ae Nazneen Suno Na
  • Singer – A R Rahman, Abhijeet
  • Lyrics – Mehboob
  • Music – A R Rahman
  • Movie – Dil Hi Dil Mein (2000)
  • Song Label – Sony Music India
  • Releas Date – 1999

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]