[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/BZhlvEUJsDk”][vc_column_text]Amir se hoga ya garib se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga
Dil maine dil tere naam kar diya
Toone mujhe badnaam kar diya
Haaye dil maine dil tere naam kar diya
Toone mujhe badnaam kar diya
Main umra bhar bhool sakta nahi
Kya khoob toone yeh kaam kar diya
Tu hai amir aur main hoon garib
Kya ho gaya yeh hai apna naseeb
Apna naseeb
Aree dost se hoga ya raqeeb se hoga
Aree dost se hoga ya raqeeb se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga
Din woh bhi din aayega haan zaroor
Tootega yeh tera saara guroor
Arre din woh bhi din aayega haan zaroor
Tootega yeh tera saara guroor
Yeh dard ki shaam dhal jaayegi
Tu hogi meri tarah majboor
Woh khel tumko dikhaunga main
Kya hai naseeba bataunga main
Bataunga main
Door se hoga ya kareeb se hoga
Arre door se hoga ya kareeb se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Info*” font_container=”tag:h3|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Amir Se Hoga
- Singer – Suresh Wadkar
- Lyrics – Sameer Anjaan
- Music – Anu Malik
- Movie – Insaniyat Ke Dushman (1987)
- Song Label – T-Series
- Release Date – 1986
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]