[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/q1AeHzIIqEA”][vc_separator][vc_column_text]Sachhi Sachhi baat aaj bolega E M I WAY
Versus meri itni mehengi tu kharide EMI pe
Kyon ki chhote cash wala scene tere bas ka nahi
Gaane to tu bhi hai nikalta par bajta nahi kahin pe
Pachta nahi ye baatein jo tumhare munh se nikle
Tum jaise bachkaano ko to yun hi humne rakh ke dhak le
Phat se dhak le, tere chehre ko phir phat se vatt le
Watt samjh le kyunki saari public mere sath hai
Jo jal raha hai mere pe unpe to barsaat hai
Barsa de re maalik, hey malik de chaalis
20 kharche ko, 20 arse ko akal dekho
Mere area ke charsiyon ke aur
Tumhare ladkiyon ki aarah ekdum komal he
Circle hona chahiye lekin oval he
Bhai tera sobar he, phir bhi game over hai

Main hoon asli asli aur tum nakli nakli
Ha ha haan, Main hoon asli

Real shit, real shit karne wale
Tum rapping ke maamle sach hi ho gu
Naye skills, naye lines mere har gaane mein
Laata mein bole to n n n n new
Kyun ekdum dhyan se tu sun
Har gaane ka mera main khud se banata hoon dhun
Kyunki pasand nahi rehna kisi ke bharose pe
Saamne se waah waah aur peechhe se kosenge
Nochenge aisa ke dard bhi na hoga tumhein
Harkatein karenge phir kahenge ki coma hoon main

Kyon ki main asli asli aur tum nakli nakli
Main hoon asli
Haan, Main hoon asli asli aur woh nakli nakli

Haan thanda dimag mera
Nahi rehta hai kabhi bhi
Kuchh na kuchh chalta rehta
Jaisa chal raha hai abhi bhi
Kya bolun main, kya bhokun main
Kis baaton se uljha hoon main
Suljha doon main
Phir bhi na sulajh paata
Main baatein batata main jhuk ke neeche milan ko jaata
Waise wale din yeh maine dekhe
Maa ke gehne agar gin’ne aur ginane
Baithun to pehnane padenge
Earphones tere kaanon mein

Tere gaanon mein meri ginti beta shaano mein
Teri he bachkanon mein
Kitanon mein music ka ghusun main
Tere kaanon mein aur jaanu main
Kya sun’na chahate hain yeh log log
Gaane main banata woh bhi bina koyi rok tok
Kyunki nok jhok nahi hai mere peechhe kisi label ka
Is level ka kaam karne bola to unable tha
Par able tha mere liye na ruka kisi favour ka
Ghar wale taane marenge, baatein sunke neighbor ka
Ghar wale taane marenge, baatein sunke neighbor ka

Woh to chalta rehta hai
Emiway!
Peace[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” font_container=”tag:h3|text_align:left|color:%23840058″ google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Asli Nakli
  • Singer – Emiway Bantai
  • Lyrics – Emiway Bantai
  • Music – Emiway Bantai
  • Release Date – 27 March, 2020

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]