Awara teri baton ka jaana
Jaanejaana main deewana
Tere khwabo mein khoya
Teri yaadon mein soya
Ban gaya main deewana
Oo jaanejaan main deewana hua
Teri baton ka yun hi jaanejaana
Oo jaana
Awara teri baton ka jaana
Jaane jaana main deewana
Oo jaana
Beirada tera mujhse mil jaana
Nazron ka milna lamho ka tham jaana
Oo jaana
Kuch tera yun mujhse dil lagaana
Oo jaana
Rum jaana mera tujhme hi rum jaana
Do pal mein mujhko aapna kar jaana
Dil mera teri yadon mein khoya
Oh jaanejaana maine maana
Ho jaana is dil ka bas tera ho jaana
Jaanejaana main deewana
Pyar tumse ho na jaaye
Dil se sonche
Aab toh mushkil hai isko koi roke
Oo jaana
Mahakne laga hai dil ka kona kona
Oo jaana
Guzarish hai tum pass mere hi rahna
Dil mera teri yaadon mein khoya
Dil mera teri yadon mein khoya
Oh jaanejaana maine maana
Awara teri baton ka jaana
Jaane jaana main deewana
Main deewana
TRack Info*
Song Name – Awara Teri Baaton Ka
Singer – Sonu Shah Sisondia
Lyrics – Kameshvar Shukla
Music – Pramendra Shah Sisondia
Song Label – Red Ribbon Musik
Release Date – 10 Jan, 2019