[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/aymVa684vGM”][vc_separator][vc_column_text]Bali umar ne mera haal woh kiya
Baali umar ne mera haal wo kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Ho Rabba!
Dard-e-jigar ne mera haal woh kiya
Dard-e-jigar ne mera haal wo kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Bali umar ne mera
Ghoonghat banaye kitne dhaani chunar se
Kitna chhupi main teri pehli nazar se
Ghoonghat banaye kitne dhaani chunar se
Kitna chhupi main teri pehli nazar se
Pehli nazar ne mera
Ho Rabba!
Pehli nazar ne mera haal woh kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Dard-e-jigar ne mera haal woh kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Baali umar ne mera
Nikla na baahar main to sheeshe ke ghar se
Darta raha main saari dunia ke dar se
Nikla na baahar main to sheeshe ke ghar se
Darta raha main saari dunia ke dar se
Duniya ke dar ne mera
Ho Rabba
Dunia ke dar ne mera haal wo kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Bali umar ne mera haal woh kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Baali umar ne mera
Main tha akela koyi saathi agar tha
Gham yeh akelepan ka mera humsafar tha
Main thi akeli koyi saathi agar tha
Gham yeh akelepan ka mera humsafar tha
Is humsafar ne mera haal woh kiya
Is humsafar ne mera haal wo kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Bali umar ne mera haal wo kiya
Dard-e-jigar ne mera haal woh kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Bali Umar Ne Mera Haal
- Singer – Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz
- Lyrics – Anand Bakshi
- Music – Anu Malik
- Movie – Awaargi (1990)
- Song label – T-Series
- Release Date – 1990
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]