Table of Contents
Basanti Lyrics
Oh mere veeru ki jaan fasi hai
Gabbar ki bhayanak hassi hai
Oh mere veeru ki jaan fasi hai
Gabbar ki bhayanak hassi hai
Main to tod dungi paayal, ho jaaungi ghayal
Chahe pairon mein chubh jaaye kaanch
Basanti aaj, basanti aaj, basanti aaj
Kutto ke saamne naa naach
Basanti aaj, basanti aaj, basanti aaj
Kutto ke saamne naa naach
Hmm.. Tu dekhe meri aur
Tujhko koyi aur
Zulmi nazar se dekhta hai
Haan tu dekhe meri aur
Tujhko koyi aur
Zulmi nazar se dekhta hai
Banke dear mera dekhe jigar mera
Ankhiyon ko tu sekta hai
Dance aisa karungi roke se naa rukungi
Chahe subah ke baj jaaye 5(paanch)
Basanti aaj, basanti aaj, basanti aaj
Kutto ke saamne naa naach
Basanti aaj, basanti aaj, basanti aaj
Kutto ke saamne naa naach
Naachungi aaj naachungi chahe
Pairon mein chubh jaaye kaanch
Trak info
- Song Name – Basanti Lyrics
- Singer – Payal Dev, Danish Sabri
- Lyrics – Danish Sabri
- Music – Javed-Mohsin
- Movie – Suraj Pe Mangal Bhari (2020)
- Song Label – © 2020 Zee Music Company
- Release Date – 4 Nov, 2020