Bekhayali mein bhi tera
Hi khayal aaye
Kyun bichadna hai jaroori
Ye sawaal aaye

Teri nazdeekiyon ki khushi
Behisaab thi
Hisse mein faashle bhi tere
Bemishaal aaye

Main jo tujhse door hoon
Kyun door main rahoon
Tera guroor hoon
Aa tu faashla mita
Tu khwab sa mila
Kyun khwab todd doon

Bekhayali mein bhi tera
Hi khayal aaye
Kyun bichadna hai jaroori
Ye sawaal aaye

Thoda sa main khafa ho gaya
Aapne aap se
Thoda sa tujhpe bhi bewajah
Hi malaal aaye

Hai ye tadpan
Hai ye uljhan
Kaise jee loon bina tere
Meri aab sabse hai aanban bante
Kyun ye khuda mere
(Ooo.., Hmm..)

Ye jo log baagh hai
Jungle ki aag hai
Kyun aag mein jaloon
Ye nakaam pyaar mein
Khush hai ye haar mein
In jaisa kyun banoon

Raatein dengi bata
Neendon mein teri hi baat hai
Bhoolun kaise tujhe
Tu toh khayalon mein saath hai

Bekhayali mein bhi tera
Hi khayal aaye
Kyun bicharna hai jaroori
Ye sawaal aaye

Nazaron ke aage har ek manzar
Ret ki taraha bikhar raha hai
Dard tumhaara badan mein mere
Zehar ki tarah utar raha hai

Aa jamaane aajma le rooth’ta nahi
Faaslo se haushla ye toot’ta nahi
Na hai wo bewafa aur na main hoon bewafa
Wo meri aadaton ki tarah chhothta nahi

 

Track info*

Song Name – Bekhayali
Singer – Arijit Singh
Lyrics – Irshad Kamil
Music – Sachet-Parampara
Movie – Kabir Singh
Song Label – T-Series
Release Date – 2 Jun, 2019