[vc_row][vc_column width=”1/2″][vc_single_image image=”22444″ img_size=”medium” alignment=”center”][/vc_column][vc_column width=”1/2″][vc_column_text]
“Bevafa Tera Masoom Chehra Lyrics” Track Info
[/vc_column_text][dt_vc_list]
- Song Name – Bevafa Tera Masoom Chehra
- Singer – Mohammed Aziz
- Lyrics – Anwar Farrukhabadi
- Music – Ram Shankar
- Album – Bewafa Tera Masoom Chehra (1997)
- Song Label – T-Series
- Release Date – 1997
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row][vc_row][vc_column width=”1/2″][vc_column_text]
“Bevafa Tera Masoom Chehra Lyrics”
[/vc_column_text][vc_column_text]Koi jahaan mein meri tarah bekaraar na ho
Khuda kare ki kisi ko kisi se pyaar na ho
Wo jaan kya jo teri berukhi pe ho na fida
Wo dil hi kya jo tere husn pe nisaar na ho
Bewafa tera masoom chehra
Bewafa tera masoom chehra
Bhool jaane ke kabil nahi hai
Bhool jaane ke kabil nahi hai
(Bewafa tera masoom chehra)
(Bewafa tera masoom chehra)
(Bhool jaane ke kabil nahi hai)
(Bhool jaane ke kabil nahi hai)
Bewafa tera masoom chehra
Bhool jaane ke kabil nahi hai
Bewafa tera masoom chehra
Bhool jaane ke kabil nahi hai
Tu bahot khoobsurat hai lekin
Tu bahot khoobsurat hai lekin
Dil lagaane ke kabil nahi hai
Dil lagaane ke kabil nahi hai
(Bewafa tera masoom chehra)
(Bhool jaane ke kabil nahi hai)
(Bhool jaane ke kabil nahi hai)
Maine pucha ke kal shab kahan the
Pahle sharmaaye phir hans ke bole
(Maine pucha ke kal sab kahan the)
(Pahle sharmaaye phir hans ke bole)
Ye bhi hai kal ki baat jara ye bataiye
Tha isme kiska haath jara ye bataiye
Are kaise guzaari raat jara ye bataiye
Kal shab the kiske saath jara ye bataiye
Maine pucha ke kal shab kahan the
Pahle sharmaaye phir hans ke bole
Aap wo baat kyun puchte hai
Aap wo baat kyun puchte hai
Jo bataane ke kabil nahi hai
Jo bataane ke kabil nahi hai
(Bewafa tera masoom chehra)
(Bhool jaane ke kabil nahi hai)
(Bhool jaane ke kabil nahi hai)
Bojh padte hi laaz’o ada ka
Sharm se jhuk gayi hai nigaahe
(Bojh padte hi laaz’o ada ka)
(Sharm se jhuk gayi hai nigaahe)
Meri nigaah aaj bada kaam kar gayi
Chehre pe uske sharm ki laali bikhar gayi
Are naaz’o ada se husn ki duniya sanwar gayi
Are sharm’o haya se aur jawaani nikhar gayi
Bojh padte hi laaz’o ada ka
Sharm se jhuk gayi hai nigaahe
Ab toh teri ye chanchal jawaani
Ab toh teri ye chanchal jawaani
Sar uthaane ke kabil nahi hai
Sar uthaane ke kabil nahi hai
(Bewafa tera masoom chehra)
(Bhool jaane ke kabil nahi hai)
(Bhool jaane ke kabil nahi hai)
Jab kahan pe wafa unko anwar
Julf ki tarha balkha ke bole
(Jab kahan pe wafa unko anwar)
(Julf ki tarha balkha ke bole)
Jis dil pe naaz tha mujhe wo dil nahi raha
Phir bhi main unki yaad se gafil na raha
Lekin wo ek baat pe aise khafa huye
Are kahne lage ye kabil na raha
Jab kahan pe wafa unko anwar
Julf ki tarha balkha ke bole
Ishko fansi laga do ye aashiq
Ishko fansi laga do ye aashiq
Reham khaane ke kabil nahi hai
Reham khaane ke kabil nahi hai
(Bewafa tera masoom chehra)
(Bhool jaane ke kabil nahi hai)
(Bhool jaane ke kabil nahi hai)
Tu bahot khoobsurat hai lekin
Dil lagaane ke kabil nahi hai
Dil lagaane ke kabil nahi hai[/vc_column_text][/vc_column][vc_column width=”1/2″][vc_column_text]
“Bevafa Tera Masoom Chehra” Music Video
[/vc_column_text][vc_video link=”https://youtu.be/fe080K0ncnY”][/vc_column][/vc_row]