“Bewajah Lyrics” Track Info
- Song Name – Bewajah
- Singer – Piyush
- Music – Piyush
- Lyrics – Piyush
- Mixed and Mastered By – Ssameer
- Pianist – Ashmit Anthwal
- Guitars By – Vishal Misra
- Video by – Anmol Bhari & His Team
- Song Label – Unisys Music/Rhythm Solutions
- Release Date – 1 Nov, 2020
[/dt_vc_list]
“Bewajah Lyrics”
Bewajah khud se kyun baatein kare
Bewajah kyun saari raatein jaage
Bewajah sahne lage kyun gham
Bewajah tanhaaiyo se jalan
Khwab ki madhoshiyan
Saath hai kyun is kadar
Aah ki khamoshiyan
Kah rahi hai kuch toh sun
Bewajah haste rahe kyun hum
Bewajah ho jaati aankhein kyun nam
Bewajah chalte rahe kyun hum
Bewajah ruk jaate hai kadam
Leke hum meelon chalein dar-badar
Kuch dhoop mein, kabhi chanw talak
Saath yun chalta raha wo safar
Chalte rahe banke bekhabar
Yaaadon ki nazdeekiyan
Badh rahi hai raat din
Baahon ki bechainiyan
Ban gayi hai besharam
Bewajah khud pe kare bharam
Bewajah karte rahe kyun karam
Bewajah hai behisaab kyun dard
Bewajah betaab si hai nazar
“Bewajah Lyrics” Music Video