Bheete Nahin Rehna
Khoya khoya chaina,
Sune sune naina
Tera hi karte hai
Bas aab intejaar
Ore meri piya
Ye jo mera jiya
Chahe tera hi deedaar
Dekha kar tu jara meri tanhai
Kaise falak kar rahai hai teri judai
Dekha kar tu jara meri tanhai
Kaise falak kar rahai hai teri judai
Sata rahe hai mujhe tere hi
Gum beshumaar
Ore meri piya
Ye jo mera jiya
Chahe tera hi deedaar
Behne lage hai aasko ke dhaage
Mere man mein yaadon ke samandar gahre
Behne lage hai aasko ke dhaage
Mere man mein yaadon ke samandar gahre
Dheema dheema sa rahne laga hai
Tera khumaar
Ore meri piya
Ye jo mera jiya
Chahe tera hi deedaar
Track Info*
Song Name – Bheete Nahin Rehna Female Version
Singer – Simar Kaur
Lyrics – Shammi Jalandhari
Music – Mukhtar Sahota
Movie – Raja Abroadiya
Song Label – T-Series
Release Date – 3 Mar, 2018