[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/cUpMzxxivlA”][vc_separator][vc_column_text]Sab ki nazar meri nazron pe
Mat, samjho mujhko khabar nahi
Mere roop ke charche jahan na ho..
Aisi koi.. dagar nahin

Aaye haye…

Dhoop dhoop mere roop ki chamki
Damki re main diamond se damki
Dhoop dhoop mere roop ki chamki
Damki re main diamond se damki

Bijli mare lashkare
Meri cat eyes ki dware
Sab daal rahe hain doore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chhore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chhore

Sare mohalle mein noor mera pehla
Sare bane majnu bole tu meri laila
Sare mohalle mein noor mera pehla
Sare bane majnu bole tu meri laila
Gali ho mohalla ho ya ho bajariya
Meri adaaon pe sab ki nazariya
Dil mein dalu dakaha
Main roop nagar ke takada
Sab dahal rahe hai doore

Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chhore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chhore

Ho..o…ho..
Hoye nain matakka kar ke dekh le
Akka bakka kar ke dekh le
Nain matakka kar ke dekh le
Akka bakka kar ke dekh le
Ho nain mataka kar ke dekh le
Akka pakka kar ke dekh le
Ho gujarati ya bengali, sindhi ho ya farasi
Bhari padega banarasi.. tujhe
Bhari padega banarasi
Arrey bhari padega banarasi.. tujhe
Bhari padega banarasi

Zalim se lad gayi re aise nazariya
Lut gayi lut gayi re lut gayi gujariya
Zalim se lad gayi re aise nazariya
Lut gayi lut gayi re lut gayi gujariya
Aisa lagaya bairi mein ek jhatka
Ishq ki khoonti pe jake dil atka
Mitt gayi na sab shanka..
Baja baja na banaras ka danka
Arrey sab daal rahe hai dore

Billori teri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chhore

Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chhore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chhore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chhore[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Billori
  • Singer – Anand Raj Anand, Mamta Sharma
  • Lyrics – Anand Raj Anand, Sameer Anjaan
  • Music – Anand Raj Anand
  • Movie – Chakradhaar (2012)
  • Song Label – T-Series
  • Release Date – 11 June, 2012

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]