Jo bhi hua hai bhool jaun kaise
Aisi kya thi meri khata
Bin tere jeena aab mushkil ho gaya
Milke bhi mil, mil na paaya
Tere bina main reh na paun
Kya tumko bhi aisa laga?
Bewajah, bewajah kyun mujhse ho khafa
Oh humnawa
Oh humnawa
Oh humnawa
Oh humnawa
Sunle jara tu
Dil ki ye batein
Tujhko pukaare meri jaan
Kabtak tu mujhse
Roothe rahega
Maan bhi ja aab zara
Tere bina main reh na paun
Kya tumko bhi aisa laga?
Bewajah, bewajah kyun mujhse ho khafa
Oh humnawa
Oh humnawa
Oh humnawa
Oh humnawa
Tu hi wajah hai
Jeene ki meri
Bas mujhme tuhi hai bacha
Tere bina aab
Hoon main adhoora
Sunle tu meri dua
Tere bina main reh na paun
Kya tumko bhi aisa laga?
Bewajah, bewajah kyun mujhse ho khafa
Oh humnawa
Oh humnawa
Oh humnawa
Oh humnawa
Track Info*
Song Name – Bin Tere
Singer – Duran Maibam
Lyrics – Anju Dhingra
Music – Bubbles Music
Song Label – Is She Raju
Release Date – 22 Feb, 2019