Nazar woh jo dushman pe bhi meharban ho
Nazar woh jo dushman pe bhi meharban ho
Zubaan woh jo ik pyaar ki daastan ho
Kisi ne kaha hai mere doston
Kisi ne kaha hai mere doston
Bura mat suno, bura mat dekho, bura mat kaho
Kisi ne kaha hai mere doston
Bura mat suno, bura mat dekho, bura mat kaho
Buri hai buraai mere doston
Bura mat suno, bura mat dekho, bura mat kaho
Bura mat suno, bura mat dekho, bura mat kaho
Zamaane mein sab zindagi yun guzaarein
Zamaane mein sab zindagi yun guzaarein
Gulistan mein rehti hain jaise bahaarein
Yeh kahaani yehi, hai zindagaani yehi hai
Yeh kahaani yehi, hai zindagaani yehi hai
Jiyo aap auron ko bhi jeene do
Bura mat suno, bura mat dekho, bura mat kaho
Bura mat suno, bura mat dekho, bura mat kaho
Haseen hain bahut zulf ke bhi fasaane
Haseen hain bahut zulf ke bhi fasaane
Mohabbat ki baatein wafa ke taraane
Yeh taraane sunao, yeh fasaane sunao
Yeh taraane sunao, yeh fasaane sunao
Magar yaad rakho mere saathiyon
Bura mat suno, bura mat dekho, bura mat kaho
Kisi ne kaha hai mere doston
Buri hai buraai mere doston
Bura mat suno, bura mat dekho, bura mat kaho
Bura mat suno, bura mat dekho, bura mat kaho
- Song Name – Bura Mat Suno Bura Mat Dekho
- Singer – Mohammed Rafi
- Lyrics – Anand Bakshi
- Music – Laxmikant Pyarelal
- Movie – Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
- Song label – Saregama Music
- Release Date – 1969
[/dt_vc_list]