[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/7Lei2Am9OOA”][vc_separator][vc_column_text]Pyar ka saaz bhi hai
Dil ki awaaz bhi hai
Mere geeton mein tum hi tum ho
Mujhe naaz bhi hai
Chheda mere dil ne tarana tere pyar ka
Chheda mere dil ne tarana tere pyar ka
Jisne suna kho gaya, poora nasha ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka
Jisne suna kho gaya, poora nasha ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka
Aankhein bani paimane, dil huye mastane
Raahein badi matwali, aane lage deewane
Aankhein bani paimane, o dil huye mastane
Raahein badi matwali, aane lage deewane
Mila mere geet mein fasana tere pyar ka
Mila mere geet mein fasana tere pyar ka
Jisne suna kho gaya, poora nasha ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka
Gesu bane zanjeerein, kaid huyi taqdeerein
Naach rahi hain jawaniyan, jaise teri tasveerein
Gesu bane zanjeerein, kaid huyi taqdeerein
Naach rahi hain jawaniyan, jaise teri tasveerein
Haaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar ka
Haaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar ka
Jisne suna kho gaya, poora nasha ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka
Bhole bhaale kaatil, o jeena kar diya mushkil
Jab bhi tu sharmayi, dil hua mera bismil
Bhole bhaale kaatil, o jeena kar diya mushkil
Jab bhi tu sharmayi, dil hua mera bismil
Khaali nahin jaata nishana tere pyar ka
O khaali nahin jaata nishana tere pyar ka
Milne tujhe jo gaya, zakmi wohi ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka
Jisne suna kho gaya, poora nasha ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Chheda Mera Dil Ne Tarana
- Singer – Lata Mangeshkar
- Lyrics – Hasrat Jaipuri
- Music – Shankar Jaikishan
- Movie – Asli-Naqli (1962)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1962
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]