Rebirth Album All Songs Lyrics Anjum & Talhah Yunus

Dear Zainab

[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/XTIwW2yPjfo”][vc_separator][vc_column_text]Dear Zainab, qoum sharminda hai
Ke margayi hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain
Dear Zainab, ab tu salamat hai
Teri hasti hui woh tasveer ek jeeet ki alamat hai
Dear Zainab, qoum sharminda hai
Ke margayi hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain
Dear Zainab, ab tu salamat hai
Teri hasti hui woh tasveer ek jeeet ki alamat hai

Umar 7 saal, befikar woh kal se
Woh ja rahi hai ghar se madarse ko chal ke
Chota sa qad aur qadam uske halke
Aur uski aankhon mein se dua maa ki chalke
Usse na samajh aayi hua kia aur hua kyun
Woh puchegi khuda se kaun tha woh aisa kyun?
Kitne sawaal honge uske labon pe
Aur idhar police chidke namak mere zakhmon pe
Ab peeche rehgaye muzakarat muzahiray
Social media bhi chup, bhool gaye sab, zaahir hai
Yeah, Hum tou bas follow kerte trend
Waqt guzar jaata, every stories gotta end
Lekin kab tak? Hawwa ki beti darti rahaygi
Aur kab tak? Woh izzat k maaray hi chup rahegi
Aur kab tak? Ahle khaana izzat bachate rahengay
Aur kab tak? Hum Na baligh Janazay Uthate rahengay?

Dear Zainab, qoum sharminda hai
Ke margayi hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain
Dear Zainab, ab tu salamat hai
Teri hasti hui woh tasveer ek jeeet ki alamat hai
Dear Zainab, qoum sharminda hai
Ke margayi hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain
Dear Zainab, ab tu salamat hai
Teri hasti hui woh tasveer ek jeeet ki alamat hai

Bare aksar kehte lafzon mai bari taakat hai
Masla logon mai nai, masla sakafat mai
Masla is soch mai, aur na karo khul ke baat apno se
Tabhi mard geedar banne sabko daboch rahay
Mai saaray mardon se abhi mukhatib
Tum saaray izzat kamatay
Usko mili izzat tohfay mai Khuda se
Kyun ye log bhuljatay
Ki inko dunya mai lanay wali ek aurat zaat hai
Bari ajeeb si baat hai
Apne hi bachon k saamne khul nai patay
Maashray ke is karway sach ko rakhte ye chupa ke
Kyun nahi sikhate?
Kyun unko nai batate?
Kia ghalat aur kia sahi
Aur kaafi bachon ko zinda laashen banane wale apni hi
Kyun ye baaten dab raheen?
Aur kyun hamare mulk ki izzat zinda laashen banraheen?
Jungle ka hai qanoon yahan, log saaray ghaafil
Zameer ko bechen hawas ki khatir,
Mujhse pucho tou hum saaray hi zainab k qaatil
Bacha har ghar ka baray naazon se jo palta
Kyun is maashray se darta
Hevanon ki is basti mai kyun suuraj nai nikalta
Aur sirf soch lene se andheray nai jatay
Chiragh b khud b nai jalta usko jalana parta
Chiragh b khud b nai jalta usko jalana parta

Dear Zainab, qoum sharminda hai
Ke margayi hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain
Dear Zainab, ab tu salamat hai
Teri hasti hui woh tasveer ek jeeet ki alamat hai
Dear Zainab, qoum sharminda hai
Ke margayi hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain
Dear Zainab, ab tu salamat hai
Teri hasti hui woh tasveer ek jeeet ki alamat hai[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Dear Zainab
  • Artist – Young Stunners
  • Vocal – Talha Anjum & Talhah Yunus
  • Lyrics – Talha Anjum & Talhah Yunus
  • Music – Umair Khan
  • Album – Rebirth
  • Release Date – 31 Jan, 2018

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]