Dekhoon Tujhe To Pyaar Aaye

[vc_video link=”https://youtu.be/GZ-x3jUEr3M”]

Dekhoon tujhe to pyaar aaye
Seene se dil chala jaaye
Dekhoon tujhe to pyaar aaye
Seene se dil chala jaaye
Tere aane se pehle, tere jaane ke baad
Aati hai, aati hai teri hi teri yaad
Teri hi yaad sataaye

Dekhoon tujhe to pyaar aaye
Seene se dil chala jaaye
Dekhoon tujhe to pyaar aaye
Seene se dil chala jaaye
Tere aane se pehle, tere jaane ke baad
Aati hai, aati hai teri hi teri yaad
Teri hi yaad sataaye
Dekhoon tujhe to pyaar aaye
Seene se dil chala jaaye

Aankhon mein tera hi chehra rehta hai
Yaadon mein tera hi pehra rehta hai
Neendon mein tre hi sapne sajte hain
Honthon pe tere hi naghme bajte hain
O mere rehnuma tujhse hai har daastan
Tu hi hai manzil meri, tu hi mera jahan
Tu hi mera jahan
Tere aane se pehle, tere jaane ke baad
Aati hai, aati hai teri hi teri yaad
Teri hi yaad sataaye
Dekhoon tujhe to pyaar aaye
Seene se dil chala jaaye

Mujhpe jo chhaya hai tera junoon hai
Tu meri bechaini mera sukoon hai
Tera pyar hai sawaar mujhpe to is kadar
Ek siwa tere na aaye koi nazar
Aur gehri hui dil ki gehraaiyan
Ab to gawara nahi mujhko tanhaiyan
Mujhko tanhaiyan
Tere aane se pehle, tere jaane ke baad
Aati hai, aati hai teri hi teri yaad
Teri hi yaad sataaye
Dekhoon tujhe to pyaar aaye
Seene se dil chala jaaye
Dekhoon tujhe to pyaar aaye
Seene se dil chala jaaye
Dekhoon tujhe to pyaar aaye
Seene se dil chala jaaye

[vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Dekhoon Tujhe To Pyaar Aaye
  • Singer – Himesh Reshammiya, Akriti Kakkar
  • Lyrics – Sameer Anjaan
  • Music – Himesh Reshammiya
  • Movie – Apne (2007)
  • Song Label – T-Series
  • Release Date – 2007

[/dt_vc_list]

Heyyyyyy

Lyrics for Everyone!

  • Found the perfect lyrics? Share them with those who’ll appreciate them! Music is for everyone, and sharing is caring.

Help Us Improve!

  • Your feedback is invaluable! Share your thoughts and ideas so we can keep making SnoopLyrics the best place for lyrics lovers.

Recently Released

0 0 votes
Lyrics Rating
0 Comments
Oldest
Newest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments

Weekly Popular

0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x