Dil Laga Lay Lyrics – Bol Jani | Prod. by superdupersultan

Dil Laga Lay Lyrics - Bol Jani  Prod. by superdupersultan
Dil Laga Lay Lyrics – Bol Jani Prod. by superdupersultan

Dil Laga Lay Lyrics

Bhula de wo chehre jo dhoka dein
Mulaqatei milne ka moqa dein
Aur ham tehre ajnabi gehre
Shikway hain boht sunnay behray
Kya paya kya khoya, na jaaga na soya
Na parwa kisi ki, main gumsum sa hoya
Main na bhi karu phir main aahein bharu
Tujh se milnay ki khwahish me han bhi karu
Par tu aye na, bebasi ye jaye na
Jo hassi mere chere pe wo murr kar kabhi aye na
Kuch bewafa se chehre, wo aake mujh se keh rae
Ke aaj bhi ham wahi pe rehm hota isse tehre

Kuch aesa haal hai
Aata khayal hai
Mujhe bhool ja tu
Ya dil laga le
Kuch aesa haal hai
Aata khayal hai
Mujhe bhool ja tu
Ya dil laga le
Ab dil laga le
(Na na na na nana)
Ab dil laga le

Pal bhar me bhula diya, meri chahato ka sila diya
Khushiyon ke bazar me kharey, tune ghum ka tohfa dila diya
Dil me shikway to rakhta hun, kar bhi aur kya sakta hun
Shayd mera wajud na, main ab uska saya sa lagta hun

Kuch aesa haal hai
Aata khayal hai
Mujhe bhool ja tu
Ya dil laga le
Kuch aesa haal hai
Aata khayal hai
Mujhe bhool ja tu
Ya dil laga le
Ab dil laga le
(Na na na na nana)
Ab dil laga le

Track Info

Music Video

Heyyyyyy

Lyrics for Everyone!

  • Found the perfect lyrics? Share them with those who’ll appreciate them! Music is for everyone, and sharing is caring.

Help Us Improve!

  • Your feedback is invaluable! Share your thoughts and ideas so we can keep making SnoopLyrics the best place for lyrics lovers.

Recently Released

0 0 votes
Lyrics Rating
0 Comments
Oldest
Newest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments

Weekly Popular

0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x