Table of Contents Ek Bewafa Ko Song Lyrics |
Ek bewafa ko dil ka sahara samajh liya
Patthar ko humne aankh ka tara samajh liya
Ek bewafa ko dil ka sahara samajh liya
Dushman ko humne jaan se pyara samajh liya
Apna hi tha kusoor jo toofan mein ghir gaye
Apna hi tha kusoor jo toofan mein ghir gaye
Ik mauj thi ki jisko kinara samajh liya
Patthar ko humne aankh ka tara samajh liya
Jaadu bhari nigaah ke dhokhe mein aa gaye
Jaadu bhari nigaah ke dhokhe mein aa gaye
Bhoole se apne dil ko tumhara samajh liya
Dushman ko humne jaan se pyara samajh liya
Ek bewafa ko dil ka sahara samajh liya
Dushman ko humne jaan se pyara samajh liya
Track Info* |
Track Name | Ek Bewafa Ko |
Singer – | |
Music – | Ghulam Mohammed |
Lyrics – | Shakeel Badayuni |
Movie – | Ajeeb Ladki |
Song Label – | Saregama Music |
Release Date – | 1952 |