Table of Contents
Ek Ghadi Lyrics
Ek ghadi aur thehr ki jaan baqi hai
Ek ghadi aur thehr ki jaan baqi hai
Tere labb pe mere hone ka nishan baqi hai
Ek ghadi aur thehr ke jaan baqi hai
Shabb ke chehre pe
Chada rang savere ka to kya?
Shabb ke chehre pe
Chada rang savere ka to kya?
Dhalte khaabon mein abhi apna jahan baqi hai
Ek ghadi aur thehr ke jaan baqi hai
Yun bichad ke tu mujhse na sazAa de khudko
Yun bichad ke tu mujhse na sazAa de khudko
Abhi hathon se tere jurm-o-gunah baqi hai
Ek ghadi aur thehr ke jaan baqi hai
Khilte phulon tak fasaana to bas bahaana tha
Khilte phulon tak fasaana to bas bahaana tha
Bujhte sholon ki dastan abhi baqi hai
Ek ghadi aur thehr, ke jaan baqi hai
Aakhen sooni hain, meri maang ujadi hai to kya
Aakhen sooni hain, meri maang ujadi hai to kya
Abhi hathon mein mere rang-e-hinna baqi hai
Abhi hathon mein mere rang-e-hinna baqi hai
Ek ghadi aur thehr ke jaan baqi hai
Tere labb pe mere hone ka nishan baqi hai
Ek ghadi aur thehr ke jaan baqi hai
Track Info
- Song Name – Ek Ghadi Lyrics
- Singer – Rekha Bhardwaj
- Lyrics – Niranjan Iyengar
- Music – Shankar-Ehsaan-Loy
- Movie – D-Day (2013)
- Stars – Rishi Kapoor, Irrfan Khan, Arjun Rampal, Shruti Haasan, Huma Qureshi, Imran Hasnee
- Song Label – T-Series
- Release Date – 27 June, 2013